Umra bhar likhte rahe

Umra bhar likhte rahe fir bhi warq sada raha… … Jane kya lafz the jo humse kabhi tehreer naa huye…!!!

ashq bhari ankhein

Woh ashq bhari ankhein, yeh dard bhare naale.. Allah na dikhlaye jo waqt-e-sehar dekha..!

Iss ishq ke

Iss ishq ke hathon se hargiz na-mafar dekha.. Utni hi badhi hasrat jitna hi udhar dekha..!

shaan e husn

Har lehza shaan-e-husn badalti rahi.. Har aan hum jahan-e-digar dekhty rahey..!

raazi hona chahiye

Zehar asardar bhi ho to kuch nahi ho sakta “Iqbal”, Khuda bhi raazi hona chahiye maut dene ke liye….

Badal Diya hai maine

Badal Diya hai maine Zindagi ka usool aaj. jo karega yaaad, buss wohi rahega yaad.

Maut Ka Intezaar

Maut Ka Intezaar Baaki Hai Aapka Intjaar Tha, Aur Ab Na Raha

Lehze ke bad

Lehze ke bad wo badalta nigaah bhi Rasta badal ke hum use heraan kar aaye…!!!

unke aamad ki

Mita de ye khushfahmi unke aamad ki, gareebon ki mazaron par charagan koun karta hai.

Hamare ishq ka

Hamare ishq ka andaaz kuch ajeeb sa tha dosto.. log insaan dekhkar mohobbat karte hai.. humne mohobbat karke insaan dekh liya..

Exit mobile version