Ek Duniya Hai

Ek Duniya Hai Ke Basti Hai Teri Aankhon Me. Wo To Ham The Jo Teri Ek Nazar Ko Tarse.

चलते चलते अब

हम बहुत दूर निकल आए हैं चलते चलते अब ठहर जाएँ कहीं शाम के ढलते ढलते

Tum samajdhar to ho

Tum samajdhar to ho.. Par jara dewaane bano.. Itna jagoge to.. Khwaab Kahan se dekhogei.

Mukar Gaye Ho Na Tum

Mukar Gaye Ho Na Tum Chahto Se.!! Meri Aadton Ko Kharab Kar Ke…

itnaa faaslaa hai zindagi

irf itnaa faaslaa hai zindagi se maut kaa shaakh se tode gaye guldaan mein rakhe gaye

Wafa Khud Se

Har Baar Ilzaam Hum Par Hi Lagana Achha Nahi, Wafa Khud Se Hoti Nahi Khafa Hum Se Ho Jate Ho

Rishton ki dhoop

Rishton ki dhoop chaaon se azaad hogye .. Ab toh humein b saarey sabaq yaad hogye..

Nazro’n me Qaid rehne de

Nazro’n me Qaid rehne de Ae berukkhhh.. Aankhon sy judaa hoke bhi Tere hi aashkk he..!

TERE HUSN KI TAPISH

TERE HUSN KI TAPISH KAHI JALA NA DE MUJHE TU KAR MOHABBAT MUJHE ZRA AAHISTA AAHISTA

Umra bhar likhte rahe

Umra bhar likhte rahe fir bhi warq sada raha… … Jane kya lafz the jo humse kabhi tehreer naa huye…!!!

Exit mobile version