Jo Khoya Hai

Jo Khoya Hai Us Ka Ghum Nahi! “Lekin Jo Paaya Hai Wo Kisi Sey Kam Nahi! Jo Nahi Hai Wo Ek Khawab Hai Aur Jo Hai Wo Lajwab Hai………

Likhi Ja Chuki Hai ….

Kismat Pehle Hi Likhi Ja Chuki Hai …. to Koshish Karne Se Kya Milega?

Nazar aur Naseeb

Nazar aur Naseeb ka Kuch Aisa Ittefaq hai ki……. Nazar Ko Aksar Wahi Cheez Pasand Aati Hai Jo Naseeb Mein Nahi Hoti !! aur Naseeb Me Likhi Cheez Aksar Nazar Nahi Aati…

मुद्दतों बाद ये

मुद्दतों बाद ये दस्तक कैसी,, ज़रूर कोई मतलबी होगा!!

Dekh Kar Ye

Maila libash dekh kar ye faisla na Kar…. Mai kis darkht ka fool hu ye fal btayega……..

Khushi Se Phirta

Kon yonhi khushi se phirta hai ghar hi jata jo mera ghar hota

बातों को स्वीकार

हे भगवान, मुझे उन बातों को स्वीकार करने का धैर्य प्रदान करो जिन्हें मैं बदल नहीं सकता हूं; जिन चीजों को मैं बदल सकता हूं उनको बदलने का साहस दो तथा इन दोनों में अंतर करने के लिए बुद्धि प्रदान करो।

Chale Gaye

Behtar Dinon Ki Aas Lagate Hue Habib Hum Behtareen Din Bhi Ganwaty Chale Gaye…

Exit mobile version