duniya ki bheer main

Tanha tha is duniya ki bheer main, Socha koi nahin mery taqdeer main, Aik din aap ne pyar ka hath barhaya, To laga kuch to khas tha hato ki lakeer main…

क्या मासूमियत है

ना जाने क्या मासूमियत है तेरे चेहरे पर.. तेरे सामने आने से ज्यादा, तुझे छुपके देखना अच्छा लगता है ..

जॊ आँखॊं में

जॊ आँखॊं में देखकर ना समझ पाया प्यार, अब तुम ही बताओ उसे कैसे करु इजहार …॥

इतना भी प्यार

इतना भी प्यार किस काम का..भूलना भी चाहो तो नफरत की हद तक जाना पढ़े..!!

Ek nafart hoti

Ek nafart hoti h jise duniea chand lamhe me jan leti h. Warna chahat ka yaki dilane me sari zindgi gujar jati h.

Humare dil mein

Bhramar koi kumudni par machal baitha toh hungama Humare dil mein koi khwaab pal baitha toh hungama Abhi tak doob kar sunte the sab kissa mohobbat ka Main kisse ko hakikat mein badal baitha toh hungama

Dhoop Ke Hatho Me

Sada To Dhoop Ke Hatho Me Parcham Nahi Hota, Khushi Ke Ghar Me Bhi Bolo Kabhi Kya Gam Nahi Hota? Fakat Ek Aadmi Ke Waste Jag Chhodne Walo, Fakat Uss Aadmi Se Ye Jamana Kam Nahi Hota.

Koi Manzil Nahi Jachti

Koi Manzil Nahi Jachti, Safar Achcha Nahi Lagta…Agar Ghar Laut Bhi Aaun To Ghar Achcha Nahi Lagta… Karun Kuch Bhi Mai Ab Duniya Ko Sab Achcha Hi Lagta Hai, Mujhe Kuch Bhi Tumhare Bin Magar Achcha Nahi Lagta

Panaho Me Jo

Panaho Me Jo Aaya Ho To Uspar Waar Kya Karna, Jo Dil Hara Hua Ho…Uspe Phir Adhikaar Kya Karna, Mohabbat Ka Mazaa To Dubne Ki Kasmkash Me Hai….Jo Maloom Ho Gehraai To Dariya Paar Kya Karna..

Inn Aankhon Ke

Badalne Ko To Inn Aankhon Ke Manjar Kam Nahi Badle, Tumhari Yaad Ke Mausam Humare Gam Nahi Badle, Tum Agle Janm Me Humse Milogi Tab Ye Manogi….Jamane Aur Sadi Ki Iss Badal Me Hum Nahi Badle..

Exit mobile version