Fakat ek khwaab ko haqeeqat bnaane ki zidd me. . .
Neendon se dushmani ek umr nibhaai hai maine..
Category: Hinglish Shayri
Pasand bhi apni thi
Usko Bewafa koh kr apni hi Nazaron
Main gir jatay hain wo pyar bhi apna tha
Wo Pasand bhi apni thi
kisi aur ki khatir
Vo kisi aur ki khatir hame bhul bhi gaye
to koi baat nahi kabhi hum bhi to bhul
gaye the sara jahako unhi ki khatir
Mera dil bhi
Kis kadar karu mukaddma main uper
uski bewafai ke,
Mera dil bhi wakeel uska
Har Baat ko zubaa
Har Baat ko zubaa nahi milti,
Har Aarzoo ko duwa nahi milti,
Haste raho to duniya rahti hai saath,
Aasuwo ko toh Aankhon me bhi panah nahi milti…!!
zaher peene mein
Ab bhi taaza hai zakhm seene mein,
Bin tere kya rakha hai jeene mein,
Hum to zinda hain tera sath paane ko,
Warna deir kitni lagti hai zaher peene mein..
Ab wafa se
Ab wafa se mukar gaya hai dil,
Ab mohabbat se dar gaya hai dil,
Ab saharon ki baat mat karna,
Ab dilason se bhar gaya hai dil,
Jab bulate the zinda dil the hum,
Ab na aao ke mar gaya hai Aabil.
Kya bhala dhoondhate ho seene mein,
Jaan se bhi guzar gaya hai Aabil .
Ab woh pagalpan na woh wehshat hai,
Chot kha kar sudhar gaya hai
mujhe bhi aata hai
Har shakhs mujhe zindagi jeene ka tareeka batata hai
Unhein kaise samjhaun ki
Ek khwaab adhoora hai mera
Warna jeena to mujhe bhi aata hai..!!
yun hi sitam
Zindagi hamaari yun hi sitam ho gayi
Khushi na jaane kahan dafan ho gayi
Likha Khuda ne mohabbat sabki taqdeer mein
Hamaari baari aayi to syaahi hi khatm ho gayi..
sultaan banke aaya kar
Kisne kaha tujhe ki anjaan banke aaya kar,
mere dil ke aaine me mehmaan banke aaya
kar..
Ek tujhe hi to bakhshi hai dil ki hukoomat,
yeh teri saltnat hai sultaan banke aaya kar..