तुम ये ग़लत कहते हो कि मेरा कुछ पता नहीं है
तुमने ढूँढा ही नहीं मुझे ढूँढ ने की हद तक
Dil ke jazbaati lafzon ki ek mehfil ! | दिल के जज्बाती लफ्जो की एक महफ़िल !
तुम ये ग़लत कहते हो कि मेरा कुछ पता नहीं है
तुमने ढूँढा ही नहीं मुझे ढूँढ ने की हद तक
यही बस सोचकर के हम सफाई दे नहीं पाए….
भले इल्जाम झूठा है, मगर तुमने लगाया है
Ek nafart hoti h jise duniea chand
lamhe me jan leti h. Warna chahat ka yaki dilane me sari
zindgi gujar jati h.
Bhramar koi kumudni par machal baitha toh
hungama
Humare dil mein koi khwaab pal baitha toh
hungama
Abhi tak doob kar sunte the sab kissa
mohobbat ka
Main kisse ko hakikat mein badal baitha toh
hungama
Sada To Dhoop Ke Hatho Me Parcham Nahi
Hota, Khushi Ke Ghar Me Bhi Bolo Kabhi Kya
Gam Nahi Hota?
Fakat Ek Aadmi Ke Waste Jag Chhodne
Walo, Fakat Uss Aadmi Se Ye Jamana Kam
Nahi Hota.
Koi Manzil Nahi Jachti, Safar Achcha Nahi
Lagta…Agar Ghar Laut Bhi Aaun To Ghar
Achcha Nahi Lagta…
Karun Kuch Bhi Mai Ab Duniya Ko Sab
Achcha Hi Lagta Hai, Mujhe Kuch Bhi
Tumhare Bin Magar Achcha Nahi Lagta
Panaho Me Jo Aaya Ho To Uspar Waar Kya
Karna, Jo Dil Hara Hua Ho…Uspe Phir
Adhikaar Kya Karna,
Mohabbat Ka Mazaa To Dubne Ki Kasmkash
Me Hai….Jo Maloom Ho Gehraai To Dariya
Paar Kya Karna..
Badalne Ko To Inn Aankhon Ke Manjar Kam
Nahi Badle, Tumhari Yaad Ke Mausam
Humare Gam Nahi Badle,
Tum Agle Janm Me Humse Milogi Tab Ye
Manogi….Jamane Aur Sadi Ki Iss Badal Me
Hum Nahi Badle..
हम तो मरेंगे भी उस अंदाज से,
जिस अंदाज में लोग जीने को तरसते हे……
हर रिश्ते का नाम जरूरी नहीं होता,
मेरे दोस्त…….
कुछ बेनाम रिश्ते,
रुकी जिंदगी को साँस देते है…