Mohabbat ke kaafile ko kuch der to rok lo
aate hain hum bhi paanv se kaante nikaalkar
Dil ke jazbaati lafzon ki ek mehfil ! | दिल के जज्बाती लफ्जो की एक महफ़िल !
Mohabbat ke kaafile ko kuch der to rok lo
aate hain hum bhi paanv se kaante nikaalkar
Na sangharsh ho na takleef ho,
to kya maza hai jeene mein;
bade bade toofan tham jaate hain,
jab aag lagi ho seene mein
इतना तो किसी ने चाहा भी न होगा,
जितना मैने सिर्फ सोचा है……
Tu wo zaalim hai
jo dil mein rehkar bhi
mera na ban saka
aur dil wo kaafir,
jo mujhme rehkar bhi
tera ho gaya
कुछ लोग सिखाते है मुझे प्यार के क़ायदे कानून,
नही जानते वो इस गुनाह में हम सज़ा-ए-मौत के मुज़रिम हैं…….
Shor-e-vahshat bhi nahin,
tangi-e-daaman bhi nahin
mujh par utri hai
mohabbat badi tehzeeb ke sath
टूटे हुए काँच की तरह चकना चूर हो गए..!
किसी को लग ना जायें इसलिए सबसे दूर हो गये.!
थोडा नादान हूँ, कभी कभी नादानी कर जाता हूँ,
किसी का दिल दुखाना मेरी फितरत नही है….
…
अदा-ए-हुस्न की मासूमियत को कम कर दे..
गुनहगार नज़र को हिजाब आता हे..!”
Ruki hui thi meri
sans mere sine me …
use gale na lagate to ghut ke mar jate….