जरूरी नहीं की काम से ही
थकता है इंसान,
फ़िक्र,ख्याल,धोखे और फरेब भी थका देते है..!!
Dil ke jazbaati lafzon ki ek mehfil ! | दिल के जज्बाती लफ्जो की एक महफ़िल !
जरूरी नहीं की काम से ही
थकता है इंसान,
फ़िक्र,ख्याल,धोखे और फरेब भी थका देते है..!!
जरुरत तोड़ देती है इन्सान के सारे गरूर को …..
ना होती कोई
मज़बूरी तो हर बंदा खुदा होता ।।
Aaj phir baithe hain ek hichki ke intezar mein
pata to chale wo kab hamein yaad karte hain
Hamse bhulaya nahi jaata ek uska pyaar,
log jigar vale hai, jo roj naya mahbub bana lete hai..
Usne chupke se meri aankho par hath rakhkar pucha batao kaun,
mai muskarakar dhire se bola “Meri zindagi”..
Silsila ye chahat ka dono taraf se tha,
vo meri jaan chahti thi aur mai jaan se jyaada use..
Badi barkat hai tere ishq mai, jab se hua hai,
koi dusra dard nahi hota..
Ek pal aayee nazar ghunghat se soorat aap ki
Ye hawa ka khel tha ya phir inaayat aap ki
Chain chheeney, neend bhi chheeney muhabbat aap ki
Sochta hoon, kya balaa hogi adaavat aap ki
Kam n they pehle hi maslein deen-o-jaan-o-maal ke
Is pe zaahir ho gayee duniya pe sohbat aap ki
Jung khelee thi ye humne haarne ke vaasate
Jee, humein manzoor hai dil pe hukoomat aap ki
Pehle sochaa, aap ka deedaar subah-o-sham ho
Phir khayal aaya ki lag jaaye n aadat aap k
Chalo so jate hai phir kisi sach ki talash me…
Subah phir se jhuti duniya ka deedar krna h..!
Fiza main mahakti shaam ho tum
Pyar main chalakta jam ho tum
Seene main chupaaye firte hain hum yaad tumari
Meri zindagi ka doosra naam ho tum