कभी उदास बेठी हो तो बताना,
हम फिर से दिल दे देंगे खेलने के लिए !!
Dil ke jazbaati lafzon ki ek mehfil ! | दिल के जज्बाती लफ्जो की एक महफ़िल !
कभी उदास बेठी हो तो बताना,
हम फिर से दिल दे देंगे खेलने के लिए !!
एक ख़्वाब ने आँखे खोली हैं….
क्या मोड़ आया है कहानी मैं…..
वो भीग रही है बारिश मैं………..
और आग लगी है
पानी मैं……!
झाड़ू, जब तक एक सूत्र में बँधी होती है, तब तक वह “कचरा” साफ करती है।
लेकिन वही झाड़ू जब बिखर जाती है तो खुद कचरा हो जाती है।
aaja kareeb itna ki meri saanso ko mehka
de…
barso se tarsi hui in baahon ko saza de…
hai ishq ki farmaish na rok apne kadmo ko…
tere jism ki khusboo ko meri rooh m bsa de…
ye garam teri saanse takrane de meri saanso
se…
aa pas mere itna ki har doori ko mita de……..
Ishq Ka To Pata Nahi…!!
ღღღღღ
Par Jo Tumse Hai
Wo Kisi Or Se Nahi….!!!!
Suno..!!
Tum Hi Ko Chahte Hai Or Tum Hi Se Pyaar
Karte
Hai..!!
Ye Barso Ki Adat Hai Or Adat Kahan Badalti
Hai….!!!!
Khoye Huwe Ansuo Se Mohbat Mujhe bhi Hai,
Teri Tarah Zindgi Se Sikayat Mujhe bhi Hai,
Tu Agr Nazuk Hai to Pathar Main Bhi Nahi,
Tanhai Me Rone Ki Aadat Mujhe bhi Hai.
Mat poocho, kyaa kaarobaar hai mera……..
Mohabbat bechta hoon main……
Aaj ke in nafraton ke baazaron mein………
Kanoon to Sirf Bure Logon k liye
hota hai………
Ache Log to Sharm se hi Mar jaate
hai…….
Tum na mano ye haqikat hai.
Dosti insan ki zarurat hai.
Kisi din aao hamari mehfil me,
Jan jaoge zindagi kitni khubsurat hai…