sultaan banke aaya kar

Kisne kaha tujhe ki anjaan banke aaya kar,
mere dil ke aaine me mehmaan banke aaya
kar..
Ek tujhe hi to bakhshi hai dil ki hukoomat,
yeh teri saltnat hai sultaan banke aaya kar..