Zehar asardar bhi ho to kuch nahi ho sakta “Iqbal”,
Khuda bhi raazi hona chahiye
maut dene ke liye….
Dil ke jazbaati lafzon ki ek mehfil ! | दिल के जज्बाती लफ्जो की एक महफ़िल !
Zehar asardar bhi ho to kuch nahi ho sakta “Iqbal”,
Khuda bhi raazi hona chahiye
maut dene ke liye….
Badal Diya hai maine
Zindagi ka usool aaj.
jo karega yaaad,
buss wohi rahega yaad.
Maut Ka Intezaar Baaki Hai
Aapka Intjaar Tha, Aur Ab Na Raha
Lehze ke bad wo badalta nigaah bhi
Rasta badal ke hum use heraan kar aaye…!!!
Mita de ye khushfahmi unke aamad ki,
gareebon ki mazaron par charagan koun karta hai.
Hamare ishq ka andaaz kuch ajeeb sa tha dosto..
log insaan dekhkar mohobbat karte hai..
humne mohobbat karke insaan dekh liya..
Waqt k alaav me hath sekne nikla tha main….
Hath to salamat h magar,,,Kuch rishte jarur jal gaye h..
Khud Ka Sukoon Mita
Lete Hain Wo ..
Dusron Ki Zindagi Mein
Taank-Jhaank Karte Hain Jo
Aaj phir baithe hain ek hichki ke intezar mein
pata to chale wo kab hamein yaad karte hain
MOHABBAT Rooh Ka Zewar
Pehen Le Jo Nikhar Jaaye,
Wafa Bhi Ho Agar Shaamil
To Bikhra DIL Sanwar Jaaye