Umra bhar likhte rahe fir
bhi warq sada raha…
…
Jane kya lafz the jo
humse kabhi tehreer naa huye…!!!
Dil ke jazbaati lafzon ki ek mehfil ! | दिल के जज्बाती लफ्जो की एक महफ़िल !
Umra bhar likhte rahe fir
bhi warq sada raha…
…
Jane kya lafz the jo
humse kabhi tehreer naa huye…!!!
Woh ashq bhari ankhein, yeh dard
bhare naale..
Allah na dikhlaye jo waqt-e-sehar
dekha..!
Iss ishq ke hathon se hargiz na-mafar dekha..
Utni hi badhi hasrat jitna hi udhar dekha..!
Har lehza shaan-e-husn badalti rahi..
Har aan hum jahan-e-digar dekhty rahey..!
Zehar asardar bhi ho to kuch nahi ho sakta “Iqbal”,
Khuda bhi raazi hona chahiye
maut dene ke liye….
Badal Diya hai maine
Zindagi ka usool aaj.
jo karega yaaad,
buss wohi rahega yaad.
Maut Ka Intezaar Baaki Hai
Aapka Intjaar Tha, Aur Ab Na Raha
Lehze ke bad wo badalta nigaah bhi
Rasta badal ke hum use heraan kar aaye…!!!
Mita de ye khushfahmi unke aamad ki,
gareebon ki mazaron par charagan koun karta hai.
Hamare ishq ka andaaz kuch ajeeb sa tha dosto..
log insaan dekhkar mohobbat karte hai..
humne mohobbat karke insaan dekh liya..