Silsila ye chahat ka dono taraf se tha,
vo meri jaan chahti thi aur mai jaan se jyaada use..
Dil ke jazbaati lafzon ki ek mehfil ! | दिल के जज्बाती लफ्जो की एक महफ़िल !
Silsila ye chahat ka dono taraf se tha,
vo meri jaan chahti thi aur mai jaan se jyaada use..
Badi barkat hai tere ishq mai, jab se hua hai,
koi dusra dard nahi hota..
खनक उठें न पलकों पर कहीं जलते हुए आँसू,, तुम इतना
याद मत आओ के सन्नाटा दुहाई दे..!
मेरी बेचैन उमंगो को बहलाकर चले जाना,
हम तुमको ना रोकेंगे बस
आकर चले जाना..
मुझे तेरे ये कच्चे रिश्ते जरा
भी पसंद नहीं आते..,
या तो लोहे की तरह जोड़ दे,या फिर धागे की
तरह तोड़ दे..!!
कुछ ख्वाब देखे,फिर ख्वाहिश बनी,अब यादें है…
Ek pal aayee nazar ghunghat se soorat aap ki
Ye hawa ka khel tha ya phir inaayat aap ki
Chain chheeney, neend bhi chheeney muhabbat aap ki
Sochta hoon, kya balaa hogi adaavat aap ki
Kam n they pehle hi maslein deen-o-jaan-o-maal ke
Is pe zaahir ho gayee duniya pe sohbat aap ki
Jung khelee thi ye humne haarne ke vaasate
Jee, humein manzoor hai dil pe hukoomat aap ki
Pehle sochaa, aap ka deedaar subah-o-sham ho
Phir khayal aaya ki lag jaaye n aadat aap k
कैसे कह दूँ मोहब्बत नही है तुमसे..!!
मुँह से निकला झूट आँखों में पकडा जायेगा..!!
हर नज़र में एक कोशिश होती है, हर दिल में एक चाहत होती है. मुमकिन नहीं हे हर एक के लिए ताजमहल बनाना, क्योकि हर एक के दिल में चार – पांच मुमताज़ होती है!.
Chalo so jate hai phir kisi sach ki talash me…
Subah phir se jhuti duniya ka deedar krna h..!